🇪 🇨 🇴 🇲 🇲 🇪 🇷 🇨 🇪
🇳 🇴 🇹 🇪 🇸
🆚🆗🆕 Ham khud se apna Amazon ka kam kese start kar skty hain?
☢ Sbse pehly ham Uk ya USA me apni company register karwaein gy..
☢ Usky baad Seller Center account lety hain Uk or USA ka, Jis me ham products ko list karty hain or isky monthly charges hoty hain..
☢ Isky sath hmein Tool bhe lena hota ha Hunting ky liye jo year ka package hota ha...
☢ Seller Center account or Tool main hota ha jo buy krna he parta ha or company bs ik dafa register krwani prti ha bahir ka physical address dena hota ha..
☢ Or is sb ky baad ap dropshipping karty hain jb order aata ha tb wo product ap buy krky sale kr dety hain ap FBM ( Fulfilled By Merchant ) ka account lety hain jis ka mtlb ye ha ap jahan ka address dein gy amazon wahan pe product ko dy ky aae ga..
#Amazon🆚🆙